Re: Aik SaWal
shukriya shukriya mera hai:blush:
Re: Aik SaWal
shukriya shukriya mera hai:blush:
Re: Aik SaWal
Unbelievable:bb: ![]()
Re: Aik SaWal
Woh boli aa tujhey main hijar ka mara dikhati hon
Mian bola han mujhey tum lay chalo mere he kamrey main
mara howa kya maryga… ![]()
Re: Aik SaWal
mai bari shey ho aur mai shairy ki deewani hoon, sheyd itnay ganu ka asar hojata hai mere dimagh pay lol
Re: Aik SaWal
Ta ky ptta chaly Hijar ka mara Wisal kiasy mnata hy:wink:
Or Agly din galion main sadain hon,
Koi pathar sy na mary mery diwany ko:music:
Re: Aik SaWal
hahaha aap ke jawab dainay ka shtyle kafi ghazeb ka hai:blush:
Re: Aik SaWal
Yar poetry forun ko new khoon ki zarorat hy ki awahan post kin![]()
Re: Aik SaWal
Adab Arz![]()
Re: Aik SaWal
mujhe shairi wali acha nahi lagta waha pay koyi parhta to hainahi to faida kia hai
Re: Aik SaWal
shucksss
Re: Aik SaWal
Ham chaly
2 bajny ko hain Allah Hafiz o Nasir phir milin gy:waves:
Re: Aik SaWal
awwww aap ja rahi hain:bummer:
Re: Aik SaWal
ahan
Re: Aik SaWal
yup laikin agr pyaray houn to
tumhay kia acha lagta hay ahoo ![]()
Re: Aik SaWal
kia matlab ? explain karo q
Re: Aik SaWal
matlab ye kai agr kisi kai hont pyaray houn yani kai cute houn to its a cutest part of a face...
Re: Aik SaWal
nahi! mera matlab tha ke mujhe kia acha lagta hai wala part explain karo!
Re: Aik SaWal
it means kai tumhay poray face mein sab say ziada kia acha lagta hay ![]()
Re: Aik SaWal
MUSKURAHAT