**
Bohot bohot Shukriya ek Shairah jee, ke apne mujhay eik sacha insaan samjha .. magar janab aab tou main apna ilaaj karwa chuka hoon ..
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/wink.gif
**
**
Bohot bohot Shukriya ek Shairah jee, ke apne mujhay eik sacha insaan samjha .. magar janab aab tou main apna ilaaj karwa chuka hoon ..
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/wink.gif
**
**
Maheen jee .. “bakol aapke azam” se kia matlab he aap ka ?? main ne konse aap se 2002 jhoot boley hain jou aap ko mere sachay hone par yaqeen nahi hay ??
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/wink.gif
waise janab shukar he ke aab main ne apna ilaaj karwa liya hay
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/wink.gif
warna sach bolne walon ko baray “thuday” khane parhte hain is duniya main … n thats true
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/wink.gif
**
humara koi matlab nahi azam jee…aap waqi bohot achay aur sachay insaan hain…aur yoon hi rehiye gaa.koi ilaaj wagaira ki zaroorat nahi…sach bolnay waloan ko thuday parte hoan gay magar ye bhi tu sach hai naa ke ‘jeet hamesha sach ki hi hoti hai’
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/flower2.gif
—~—Maria—~—
~Kiya haaq wo jeena hai jo apnay hi liyay ho
Khud mit kar kisi aur ko mitnay se bacha lay~