Re: Aik Ghazal
Allah kare jahaan ko merii yaad bhuul jaaye
Allah kare ke tum kabhii aisaa na kar sako
Mere siva kisi ki na ho tum ko justajuu
Mere siva kisi ki tamannaa na kar sako
Khud gharzee ki bhi hud hoteee hai:smack:
khair Shair uss baycharay/baycharee k liy aisa kyun kah raha hai:faizy:
insan ko behtar say behtareen ki talash rahtee hai!!!