Aik aur gadha mager aqalmand ;-p

Re: Aik aur gadha mager aqalmand ;-p

[QUOTE]
in ke aanay se GS pe gadhon ke family poori ho gaee
[/QUOTE]

itsmeo1> or kon member hay is family ka?

Re: Aik aur gadha mager aqalmand ;-p

Aap nay rishta kerwana hai iss fimily mai :D

Re: Aik aur gadha mager aqalmand ;-p

is kay jawab kay liay mujhay bhee ab apnay takhno per zor dayna parayga

Re: Aik aur gadha mager aqalmand ;-p


kion aap saaray gadhonkay serdaar hain lolz

Re: Aik aur gadha mager aqalmand ;-p

nahi mai ghadooN koo hanknay wala hoo ghar ki ghada gari hai samjhay ghaday:snooty:

Re: Aik aur gadha mager aqalmand ;-p

kitna experience hochuka hay ab tak

aapkay paas aur kitnay gadhay gadhian hain aur unki kia qualification hain

Re: Aik aur gadha mager aqalmand ;-p

Sub k sub qualified hai details are:
2 nay matric may MA 4 mertafa
5 nay BA kia hai panchiwi mai
sub ghadoo ko diploma school ki pichay wali gali mai mila hai
ab jaldi say tum apny application submit kerdoo aik ghady ki post khali hai
kaam chai paka ker uss mai dhaychu dhaychu milana hai

Re: Aik aur gadha mager aqalmand ;-p

answer under construction