Re: AiD ki Ankhain!
YE MUQADAR KA LIKHA HI KOI TAKRAAR NAHI
MERI KISMAT MAIN KAHIN SAAYA-E-DEEWAR NAHI
:(
Re: AiD ki Ankhain!
YE MUQADAR KA LIKHA HI KOI TAKRAAR NAHI
MERI KISMAT MAIN KAHIN SAAYA-E-DEEWAR NAHI
:(
Re: AiD ki Ankhain!
App koi Raigistan main rehtay ho . . .![]()
Re: AiD ki Ankhain!
YE MUQADAR KA LIKHA HI KOI TAKRAAR NAHI MERI KISMAT MAIN KAHIN SAAYA-E-DEEWAR NAHI
:(
tere zindagi mein youn to koi dard ayengein
par muskuraega to dard bhaag jayenge
har ghari mein ek imtehaan
himmat na har
Re: AiD ki Ankhain!
yaar ye neend kion atii hay i think mujay koi girl frie3nd dhoondnii paray gee abh kion kai suna hay pyar mein neend urr jati hay ![]()
Re: AiD ki Ankhain!
Suni sunai baton per amal nahin kertay kahin bay khabri main maaray he na ja’ain ![]()
Re: AiD ki Ankhain!
acha chaloo aap kehtay ho to maan laita houn zulfi jii
yaar aaj bari neend aa rahi hay kia karoun ![]()
Re: AiD ki Ankhain!
lekin kuch maslay AISAY terhay hotay hain zulfi pra, ke aap aankhon dekha haal DEKH KAR bhi CHOON nahi kar saktay .. ![]()
zafar gorakhpuri ki zameen main bila ijaazat ghustay huay kisi nay farmaaya tha:
ghanchakkar hain teri aankhain,
sandaas teri aankhain,
arti ke peechay maatam,
karti hain teri aankhain…
Re: AiD ki Ankhain!
yaar aaj bari neend aa rahi hay kia karoun
seedhay kharay ho kar,
right hand say,
jhuk kar right takhnay ko pakaryay,
phir left hand say,
(apnay) left koolhay, jo ke INTIHAYEE tann ke baahir nikla hua hoga, KASS KE chutki kaat leejiyay..
eemaan say, do ghantay takk neend nahi satayegi..
haan bp thora bohat ooper neeechay....
Re: AiD ki Ankhain!
very funny confused ![]()
Re: AiD ki Ankhain!
hey u asked, based on my experiences, i told a solution :-)
last time i got chutkified over THERE, i couldnt sleep for 2 hrs and cursed my friend for all that time ...
Re: AiD ki Ankhain!
Tobah Tobah . . . Yeh kis ki aankhon ki ta’reef bayan ki gai hay … ![]()
Neend say muta’aliq yeh nuskha azmoda lagta hay ![]()
Re: AiD ki Ankhain!
nuskha waisay ye azmooda kisi aur harkat ke liyay tha, haan azmaa kar pata chala ke is say to neend (bhi) bhag jaati hay :D
Re: AiD ki Ankhain!
kiss cheez k liay
Re: AiD ki Ankhain!
aot u can say me thanks :shoaby:
Re: AiD ki Ankhain!
Kis Khushi main :shoaby:
Re: AiD ki Ankhain!
kion kai main nai us say dostii ki hai ![]()