mashAllah…
very hi nice picture kaki-BBG…
thanx 4 posting te sharing…
God bless u all…
DerVaisH
Ai khuda jazba-e-ehsaas na bakhsha hota…
Acha hota ager pather ka tarasha hota…
Waja-e-tehQeer hon insanon mein insan ho ker…
Pather ka hota to inhe insanon ne pooja hota…
wese can i have da lil one? he’s such a sweeeeeeethearttttttttttt..meri uss se shadi karwaa dain na itna handsome hai munda..bara ho ke larkion ke dil cheen le ga lol..kitna innocent sa hai MASHALLAH im in luv wid ur sonnnn b-b-g auntyyyyyyy
c’mon plz culd i b on da waitin list atleast? mujhe sukoon tou hoga na..
khekhekhe MASHALLAH bohot pyaaray bachay hain sub ko meri taraf se ke juphi paana aur chummi bhi dena
aur aap ke baaray main tou kuch keh nahi sakti kiun ke aap ne apne aap ko ghaayeb kiya hai..lekin jesi bhi hain achi hain aakhir uss chotay ki ammi hain
haw haye theek hai mera reply na karo..apni aleena bhanji ko itnee jaldi bhool gaiee..aap se kaTTi..naraz ab tou aap ke chotay ko aghwa kar ke le jaoon gee dekhna
b-b-g aunty thank u aunty ji mein bus thora bz thee school waghera main aur ghar main..o it’s ok mein samjhi shaayed aap ko meri bukwas achi na lagi ho isi liay aap ne reply nahi ki lekin mein ishtupid hoon na ulta seedha sochne lagti hoon lol..hayeeeee huzaifa naam hai uss ka?
mashallah bohot hee pyaara naam hai..uff mein kal dekhna pagal khaanay main hon gee..array aap shadi tou karwaayen mein tou pehle bhi chat main nahi jaati..well ab nahi jati na..bus bohot ho gaya..aap jaldi se shaadi karaayen i can’t wait naaaa..