ahan ...

Re: ahan …

I’ll check it tomorrow then send them an e-mail

is waqt tu bijinesh ka taime hai na :nuch:

Re: ahan …

bara bacha hai kafi aq bhaii ki omer se bara shayad :konfused:

Re: ahan …

bass thooRa qaad lamba hay uss ka

:chai:

Re: ahan …

us se faraq nahi parta programmer acha hona chahiye taa ke ALLdost and gs ke bugs theek ker sake:halo:
CB :sharoo ho gaii phir se :smack: kitna kaha hia ke itna hukka nahi piya karo

Re: ahan …

ahaa k nakhraa gori ka
shawah kay khota chori kia

:smack: mairay literary zauq ko kis ki nazar lagi :bummer:

Re: ahan …

yaqenen kisi adbi bande ki nazar lagi ho gi :hmmm:
ab kiya karein

Re: ahan …

yea aadhii raat ki wajah say hai :bummer:
ab hum sonay jaa rahay hain. kal tashreef laaein gey :phati:

Re: ahan …

main bhi sunnooN
kaun say keeRay paRay huay hain :hoonh: