Agar

Re: Agar

^ haan sahee kaha ...Code red ko Shurta banaaya jayee ga : D

Re: Agar

mjay tu shayed lugay keh aik naya problem ho gya hey aap k saath :D

Wah. Apka idea to bohat munfarid hai. Mujhey andaza tha ke aap jesi Zaheen dosheeza koi achoota idea hi lekar aaingi :k:

Lekin GS ka ZanaanKhana our ***MardaanKhana ***alag karney ke jahaan besh-baha fawaid hain waheen kuch Nuqsanaat bhi hian

Maslan : Kuch forum jaisay Fashion beauty , weddiing , life & Relationship … jahaan khwateen bohat josh-o-kharosh se shirkat karti hain wahan aksar dekha gaya hai ke un ke darmeyaan talakh kalami our **LaRayee **bhi hojaati hai :frowning:
:chai:

In laraeyon main aksar female mods bebas our lachaar nazar aati hain.

Main guzarish karoonga ke mujhey Raat ki shift ke saath , Din ki shift ka bhi incharge bana dia jaye takey main in khwateen main sulah safaye karwa sakoon our forum ka mahol Khushgawar rahey :rose:

Re: Agar

^ nahi ..woh saare lerayaain hotee hee mardooN ki wajah say hay . is ley na fasad ki jer rahay gee na fasaad ho ga

app ko din ki shift usee soorat main mil saktee hay jub ap apna nick ..baaji hameeda rakh lain or app kay baat kernay ka andaaz bhi subaah main zanaana ho
kion k khawateen ki shift main kisi mard ko rakh ker bay perdagee nahi ker saktay

snooty