Re: Afghan Taliban chief Mullah Mansour killed in Balochistan..thank you America Shar
Agar koi larta hay to koi ehsan naheen karta
American Indian British sab army apnay mulk kay liay lartay hain , BADLAY MAIN MULK NAHEEN LOOTTAY
Kuchh aqal hoti Pakistanion main to youn barbad na hotay
Har wardi walay main Mahmood Ghaznawi , Muhammad Bin Qasim , Tariq bin Ziad dhoondhtay hain
**Warna Ayoub , Yahya Zia Mush jaisay Ghadaron ki kia juraat ko woh mulk par qabza kartay aain tortay
This thread is not new , these cases are continue since 1948
Read an example , similar
**
OBL was a prisoner of Pakistan Army : Seymour Hersh