Re: Adorables
Lekin mere khayal se Ishq majazi main insaan ek ka hoke sab ko bhula deta hai.. aur ishq haqeeqi main (agar sacha wala ho) to ek ka hoke sab ko yaad rakhta hai.. kiyunke ishq e haqeeqi wala mehboob kisi ki haq-talfi nahin chahta, jab ke ishq e majazi ka mehboob sirf apne ooper tawajja chahta hai