Re: Adios Kashmala Tariq, hina khar !.. bye bye soft image
abay kyaa bhung pee lee hai aaj?
yeah kis qsim kee bay sar-o-paa baatain ker rahaa hai?
Nasha SharaaB mein Hota Tu nachtee Bottle ! Bahii
Nashay mein kon nahi hai ,mujhay batain zaraaa ?
kissay hai Hosh meray samnay tu laa'aain zaaraa
Nashaaa hai sab ko
Magar raang nashay ka hai Judaaah !