Adaab-e-Wafa bhi Sekho Ishq ki Bargah mein Tum,,

Re: Adaab-e-Wafa bhi Sekho Ishq ki Bargah mein Tum,

parda kab tak…

Nazar mili aur un ki aankh jhoki_Zaid
Bus itni bat thi aur hum barbad ho gye

ab aap he batao k barda outha deya to kya qayamet nahi aaye ge…

app k sh’eer pe aur aik yaad aagaya k,

Kese katain ge wo ratain wo intezar ke din
Aaj un ke hi khayaloun main ja ke dekhe ge