About time you guys introduce yourself....

Re: About time you guys introduce yourself…

shubh shubh bol ke kia shubh shubh hotaa hai? aisaa hotaa to Allah ke nek bandoN ko kabhii koii takleef na miltii…aaazmaaisheN haiN jin se ham sab ko guzarnaa hotaa hai…jo paas ho gayaa vohii sikandar varna bandar! :smiley: