Abhi kia hua ??

Re: Abhi kia hua ??

hahaha oki... :)

Re: Abhi kia hua ??

good gurl
P_D ko shaabashi deying

ps if u go to the kitchen can u make me some breakfast and pm it to me i would like some aumlette and 2 parathas aur uss key baad ek karak chaai not much milk and 1 teaspoon sugar and i can make somin for urself as well if u get time :slight_smile:

Re: Abhi kia hua ??

Arey yaar BS aik itni pyari si khaala sey mehroom ho jaati na :frusty2:

Re: Abhi kia hua ??

Kaun : 2 parathas :eek:

Shikra: BS ka foran khayala agyaa or is khala kaa baad main :bummer:

Re: Abhi kia hua ??

kiun sirf 2 hee to hain zyaada thoree hain yeh aaj kal mein deiting kar raha hoon :hoonh: shukar karo :nahnah:

Re: Abhi kia hua ??

Ohhh dieting .. :konfused:

Re: Abhi kia hua ??

bas kya karoon :frowning: a man got to do wat a man got to do so u know baree mushkil sey dieting kar raha hoon lekin it is gonna pay off :rotfl:

Re: Abhi kia hua ??

:bummer:

Re: Abhi kia hua ??

acha fikar mat karo tumhaara dil rakhney key liye no dieting jo banaana hai jitna banaana hai banaao koi masla i can skip one day :smiley:

Re: Abhi kia hua ??

verY funnY :hoonh:

Re: Abhi kia hua ??

lol ek to aap ka dil rakhney key liye itnee baree sacrifice dey raha hoon aur aap munh chira rahee hain :rolleyes:

Re: Abhi kia hua ??

Ulluuuuu :mad:

:bailan: Khayal kion nahi rakhti :mad2: kia sochti rehti hu… be careful :hoonh: tie it up before going to kitchen so it dont fall or dont wear it in kitchen

:bravo:

Re: Abhi kia hua ??

:) jee zaroor .. thnx ..

Re: Abhi kia hua ??

Aapa us waqat aap ka daihan kidher tha :hoonh:
**wesay cholay kay pass zara carefull raha karien **
thanks ALLAH kay aap ko kuch nahi howa but be care full :flower1:

Re: Abhi kia hua ??

thnx ..:)

Re: Abhi kia hua ??

Always welcome
wesay yea to aap nay bataya he nahi kay kiss kay khaiyaloon mien gum thi aap us waqat :hoonh:

Re: Abhi kia hua ??

sab bata don ?? :bash:

sir pay betha lOn :hoonh:

Re: Abhi kia hua ??

chotay bahi ko batanay mein haraj he kia hay :hoonh:
aapa jan chotay bahi par itna zulam :frowning:

Re: Abhi kia hua ??

chotybhai ko chota hi ban k rehna chahiYe naa .. :smack:

Re: Abhi kia hua ??

to mien kab barha ban kay reh raha hoon :smack2: