Re: Abhi kia hua ??
I think I know the reason for that accident
U were in hurry to come to GS and continue ur Antakhshri.
![]()
khayal se kaam kiya karo na. ![]()
Re: Abhi kia hua ??
I think I know the reason for that accident
U were in hurry to come to GS and continue ur Antakhshri.
![]()
khayal se kaam kiya karo na. ![]()
Re: Abhi kia hua ??
Kitchen maiN jalta jaye...
mera laal dupatta malmal ka... ho je laal dupatta malmal ka... oh jeeeeeeeeee
Re: Abhi kia hua ??
![]()
lala nahe tha brown tha … ![]()
Re: Abhi kia hua ??
wo kya hai k door se sahi nazar nahi aaraha thaa na... :)
Re: Abhi kia hua ??
l0lZz..![]()
chalo ab tu clear ho gaya na .. ![]()
Re: Abhi kia hua ??
haaN ab tu clear hogia... but ab brown dupatta nahi raha... :(
Re: Abhi kia hua ??
han side sey jala hai or bohot bury tareeqy sey chipka tha:(
bas kisi ki DUAWIN kam agayein werna mera tu ram nam satty hona tha aj ..![]()
Re: Abhi kia hua ??
chalo shukar hai aap ko andaza tu hogia... k koi aap ko duaooN maiN yaad karta hai... aur hamay bhe pata chal gia k hamari duaooN maiN abhi asar hai... ;)
Re: Abhi kia hua ??
hahahaha .. ![]()
Re: Abhi kia hua ??
oh thats so bad any way thank god that u are fine:)be careful for the next time
Re: Abhi kia hua ??
thnx sweetOo ..
![]()
Re: Abhi kia hua ??
ab bouhat zyada careful ho gaye haiN… even ab tu tea bhe dhoop maiN banate hai.. ![]()
Re: Abhi kia hua ??
dhoop main ![]()
Re: Abhi kia hua ??
hahaha dhoop aur hawa kay mixture say yeh chai bana ti hai ^^ :D
Re: Abhi kia hua ??
Acha ![]()
Or kuch kehna hai tu keh lein or bhi …
nahe nahe keh dein …
keh dein na plZz.z.
main bura nahe manon gi bol dein ..
kahein bhie .. :bash:
…![]()
Re: Abhi kia hua ??
pata hai mein bolo aur tum bura manoooooooooo ho hi nahi sakta ![]()
Re: Abhi kia hua ??
very funny ![]()
Re: Abhi kia hua ??
ye kya baat howe… aap ne shaid -ve lay lia… yaar aap ka aik adad dupatta aag ke nazar hogia… aap zaroor udaas hongi… maiN tu sirf aap ka dihan badlane ke ley aisa kar raha hooN… aur aap ne bura maan lia…
ama hamao to tu tum se koi dushmani nahi…
tere galioN maiN na rakhayNgay qadam… aaj k baad
tere galioN maiN na rakhayNgay qadam… aaj k baad ![]()
Re: Abhi kia hua ??
haan rakhan bhi ahe gali main kutty bhot hein haamri ... :D
kat lein gay .. jab kat-ty hain tu khoon nikal ata hai ... :p