Aapka Favourite Animal/Bird/Etc..

Re: Aapka Favourite Animal/Bird/Etc..

Pathan aik kafiat ka naam, jo kabhi bhi aur kisi par bhi taari hosakti hay :-p
dunnia kay har insaan main aik pathan chupa baitha hay, aur har pathan main bohat saara insaan chupa baitha hay… baat hay deeda-war kay paida honay ki :smiley:
ps: sab ko valentine-ness and valenine-nessa mubarak ho…

boi… kabhi milaingay phir kaheen kisi morh par… Allah hafiz
duaon ka talabgaar…