Re: Aap jaisa koi..
Aik se musaafir haiN!
Aik sa muqaddar hai!
MaiN zameen par tanha!
Aur woh aasmaanoN maiN
:)
Re: Aap jaisa koi..
Aik se musaafir haiN!
Aik sa muqaddar hai!
MaiN zameen par tanha!
Aur woh aasmaanoN maiN
:)
Re: Aap jaisa koi..
ohhhhhhhhhhh sorry aq
mai nay abhi sher samjha hai. :(
aisay nahi boltay mere bhai.
Re: Aap jaisa koi..
^abhi tameez say bol rahi hoon…
next time gussay wala lecture ho ga. ![]()
Re: Aap jaisa koi..
Maut ka ik din muqarar hai ghalib
neend kion raat bhar nahin aati…
WHATEVER! ![]()
Re: Aap jaisa koi..
EMM - ![]()
Re: Aap jaisa koi..
Maut kaa ik din **Mo’iiya’n **hai [without Ghalib]![]()
Re: Aap jaisa koi..
Sanu ki!?!?!? ![]()
Re: Aap jaisa koi..
tum dono sher ko durast karo
mai zara so aaon. ![]()
Re: Aap jaisa koi..
aik to kia ultay seedhay time hain tum logon ke…
hamari subah hoti hai, taza dam ho ke gupshup pe aatay hain to tum log
kar kar ke dil hi tor detay ho ![]()
Re: Aap jaisa koi..
^sorry yaar. :(
Re: Aap jaisa koi..
tata… Sweet dreams ![]()
Re: Aap jaisa koi..
Sadaf Aunty, abb aap yahaaN beTh kar aawaazaiN lagaanaa:
JaagtaY rehnaa
*meraY pe naa rehnaa *:loud speaker:
Re: Aap jaisa koi..
Mainooo V ek gaaana changa lagda a,
Sun vay balori akh walia
assan dil teray nal la lia
O waa waa jee, waaaa waaaaa jeeee,
ki gaana gaya ay main V
Re: Aap jaisa koi..
Yeh Pilla mila hay Mujh ko
Teri jhompri kay Peechay ...
(Owwain Owwain Owwain...)