Aao shayari ki taang toRen!

Re: Aao shayari ki taang toRen!

KKF is cheating ise fine kerooooo

Re: Aao shayari ki taang toRen!

fine kii baat kar ke Khud apne aapko shine karnaa chaahte ho kia?
ragRaa lagaa ke shine karuuNgaa tumko magar pahle idhar to aao!

a tubbandi by:** KKF**

:rotfl: hahaha :rotfl:

Re: Aao shayari ki taang toRen!

thats what I thought :D

Re: Aao shayari ki taang toRen!

Koi pehla misra nahi dega???

Re: Aao shayari ki taang toRen!

Kisi ki justujoo main hain yeh aankhian tumhari?

Re: Aao shayari ki taang toRen!

@KKF ko 6 mah baad umer qid ki saza di jati hi :smash:

Re: Aao shayari ki taang toRen!

Judge saab, yeh mere saath saraasar be-iimaanii hai…mujhe sazaa abhii darkaar hai kiuN k:

**Mujhe Jiia se bachaao! **:smiley:

Re: Aao shayari ki taang toRen!

^ Jiia is nain tumhain aur adalat ko beimaan kaha hai, itna bara ilzam. Ise umer Qaid BA MUSHAQQAT ki saza do... pathar tor tor yaan to fankar ban jaye ga, yaan HULK.

Re: Aao shayari ki taang toRen!

bas 6 month wait to karen
sara zamana dekhy ga en k sath banta kiya hy

Re: Aao shayari ki taang toRen!

nahi leni saza :5:
soch lein bari kali zuban hy meri
ese hi reh jaingy :mehr:

Re: Aao shayari ki taang toRen!

yeh thread band ker do.

Re: Aao shayari ki taang toRen!

Kisi ki justujoo main hain yeh aankhian tumhari?
Aapky Ganjy sar par dekhny ko Haryalii............

Re: Aao shayari ki taang toRen!

This is WARRRRrrr...

Misra to do zara...aisi kam tesii

Re: Aao shayari ki taang toRen!

Tum loat ke anay ka taqaluf mat karna,....

Re: Aao shayari ki taang toRen!

Tum loat ke anay ka taqaluf mat karna,....

arz kiya hai

Tum loat ke anay ka taqaluf mat karna,....
Bhar lo pani is lote main aur doob merna!

Re: Aao shayari ki taang toRen!

Do qadam ke fasle per us ka ghar tha!

What if I go to the oldest trick and started adding this as the second misra, regardless of what first misra is

Halaan ke iss se farq tou paRtaa nahi hai kuch

Halaan ke iss se farq tou paRtaa nahi hai kuch

Re: Aao shayari ki taang toRen!

yeh thread band ker do.

Re: Aao shayari ki taang toRen!

Ye kya nara laga rakha hai :pullhair: