Aao shayari ki taang toRen!

Re: Aao shayari ki taang toRen!

chorii kii murGhii khaane sab se pahle aap hii aayeNge…aa jaayeN, taiyaar hai roast! :smiley:

to, yeh mashwarah aapko kia Nawaz Shareef ne diyaa hai mere Khilaaf action kaa? :smiley:

pahle dusraa misr’a deN phir baat aage baRhegii! :slight_smile: