aao achhi achhi batain karain

Re: aao achhi achhi batain karain

shukran shukran :slight_smile: aajkal women empowerment ke liye ek feminist trend hai k ham unknown/uncertain/general gender k liye he ki jagah she use karte hain eg ‘SHO is superior to constabils, he can instruct them’ ko ajkal likhte hn k ‘SHO is superior to constabils, she can instruct them’ unko mera gender ni pata toh shayad unhone aisa likha :wink: mene socha aage baat chalegi toh pata chal jaega..hindi me gender pata chal jata h na..koi aur baat ni hai lolz