![]()
another fantastic sher :k:
![]()
another fantastic sher :k:
i have to go now…baaki ki sher_o shairi kal…
Allah Hafiz Daghooo bhaiyya and Aryaan ![]()
see ya later Maheeno ![]()
ta
![]()
Wah wah bohat achey.. Maheen & Daagh..kya khubsoorat shairy hai.
aap doston ke naam… arz kiya hai
Teri aankh ke aansoo pi jaaun aisi meri taqdeer kahan
Tere gham mein tujhko behlaaun aisi meri taqdeer kahan
Aye kaash jo mil kar rotey, kuch dard tau halkey hote
Baikaar naa jaate aansoo, kuch daagh jigar ke dhootey
Phir ranjj naa hota itna, hai tanhaai mein jitnaa
Ab yeh rasta gham ka hai aur bhi lamba kitnaa
Haalaat ki uljhan suljhaaun, aisi meri taqdeer kahan
Allah Hafiz ji.. ![]()
khush rahaiN aap dagh ji.....for sharing these awwwsome lnes.....
bahot khoob Aryan ![]()
many thanks Show_sha ![]()