Aansoo jo beh na saka ab tak !!!

Thanks CC

Thanks

Thanks GKK

[QUOTE]
*Originally posted by aadhoorighazal: *
ji Arif, " log bewajha udassi ka sabab pochain gae, aur yeh bhi kae
"baat niklae gee tu phir door talek jaae ge.
thanks, this post is awesome.
[/QUOTE]

**
Baat niklegi tu phir door talak jaayegi
Log bewajha udaasi ka sabab poochenge
Yeh bhi poochenge ke tum itni pareshaan kyo ho
Ungleyaan uthaingi sookhay huwe baloon ki taraf
Ek nazar dekhainge guzre huwe saaloon ki taraf
Chooriyoon per bhi kai tanz kiye jaayenge
Kaanptay haathoon pe bhi fikray kassay jayenge
Log zaalim hain har ek baat ka taa'ana dainge
Baatoon baatoon mein mera zikr bhi le aayenge
Un ki baatoon ka zar sa bhi assar mat lain
Warna chehray ke ta'assur se samajh jaayenge
Chahay kuch bhi ho sawalaat na karna un se
Mere baray mein koi baat na karna un se**

beautiful :k:

[QUOTE]
*Originally posted by arifnawaz: *

Thanks
[/QUOTE]

jo ansu nahi nikla tha ... mashallah say ab kitnay barass ka hay?

[QUOTE]
*Originally posted by Azad: *

jo ansu nahi nikla tha ... mashallah say ab kitnay barass ka hay?
[/QUOTE]

Jistarha muhabbat kabhi mar nahee sakti, bilkul waisay hi yeh aansoo bhi kabhi khatam hi nahee hotay :(