Re: aansoo dee’ay per aankh ko ronay ki khoo na de
aansoo dee’ay per aankh ko ronay ki khoo na de
aiey badhsa-e-gham ye anaa’yet ajeeb thei
khirki maiN aa k chaand ne jhapki nahi palak
kal shab meray makaa’N maiN suhbat ajeeb thei
Nice ghazal birdy jee ![]()