Re: Aandhi Chalii Tu Naqsh e Kaf e Paa Nahee Milla...
app Maslaa tu share karain hul bhi nikal he lain gay Mil kar!!!!!!!
kuh Maslay waqt k sath hal ho jatay hain aur kuch hal karnay partay hain!!
:)
Hmmmmmm jii iss tarh kay muslay hull nahee hoota subside zaroor hoo jatay hain time kay saath pur phir say ubher aatay hain ussi dard kay saath jub koi iss tarah key ghazal/nazam parhata hun..............:) Waqt Marhum Hai Zamanay Bhar Kay Zakhmoon Ka....................