Re: Aamnay Samnay: Fariha Ali
Sure khalil bhai u may ask as many as u wants but fariha ka pata nahi ke answer de gi ke nahi :)
Re: Aamnay Samnay: Fariha Ali
Sure khalil bhai u may ask as many as u wants but fariha ka pata nahi ke answer de gi ke nahi :)
Re: Aamnay Samnay: Fariha Ali
MEra interview abb bhi chal raha hai ![]()
Re: Aamnay Samnay: Fariha Ali
Jab tk shonali ka interview nahi hoga u ko phans gai ![]()
Re: Aamnay Samnay: Fariha Ali
bhala ye kya baat huyi baba g mera khatam hu gaya hai bus ker dein ![]()
mae kuch or upload kerney wali hun ![]()
Re: Aamnay Samnay: Fariha Ali
kiya?
Re: Aamnay Samnay: Fariha Ali
wo kyun bataun ![]()
Re: Aamnay Samnay: Fariha Ali
LKK :ASA:
Re: Aamnay Samnay: Fariha Ali
Tank you ![]()
Zerdari ne meri awaz sun li ![]()
Btw kahan se sun liya mae ney tu band ker diya hai sab ![]()
Re: Aamnay Samnay: Fariha Ali
mujhe bhi suna hai ..aur woh bhi Arabic mein. shukran :)
Re: Aamnay Samnay: Fariha Ali
mujhe bhi suna hai ..aur woh bhi Arabic mein. shukran :)
sun liya :p
Re: Aamnay Samnay: Fariha Ali
sun liya :p
bahut khoob tha mujhe bhi questions pooch na hai ab :) aap ke awaaz aur laugh bahut meethi hai. questions bahut acche answer kiye aap ne
Re: Aamnay Samnay: Fariha Ali
hum nay bhi sun lia interview… d2lk sis say ek dum muttafiq.. wah ji kia he baat hay fariha not aapi balkay aapa.. pata hay, aap ki soundcloud wali display pic bilkul hamari bhanji fariha jesi hay… ![]()
Re: Aamnay Samnay: Fariha Ali
Buhat Acha Interview tha. Hum ko bara pasand aya. Umeed hai ke tum ye interview dobaara phir kare ga:cheer:
Re: Aamnay Samnay: Fariha Ali
Achey answers ahem ahem ![]()
Okay g pochiye…
mager wo mae nahi hun ![]()
Kare ga
allah khair hi karey…![]()
okay guys ask many questions as you can but but it will be my last session… i have only one week to give your answers…
Re: Aamnay Samnay: Fariha Ali
ji hamain pata hay wo to sirf ek cartoon hay.. ![]()
Re: Aamnay Samnay: Fariha Ali
wo cartoon nahi hai uncle Lucid
…![]()
guys sari open ker di hain abb plzz jaldi pochiye ![]()
Re: Aamnay Samnay: Fariha Ali
i have questions for you Fariha ji 1.fav colour? laal ya ghulab 2. aapke sabse ache dost mein kya koobiyan honi chaiye? 3. Aap ko Arabic songs zyaada pasand hain ya Urdu songs? Fav kya hai dono mein se 4. Saudi Arabia mein sabse acchi cheez kya hai? 5. aap ko gajar ka halwa pasand hai ya kaju ki barfi? 6. aap ko ice cream pasand hai ya kulifi? 7. agar aap ka naam fariha nahi hota to phir kya hota? 8. aap ki fav place kya hai pakistan mein (city bolna hoga eg Karachi, lahore)?9. aap ka fav humtv serial kya hai? kya aap 10. aap ka fav gana kya hai? (Bollywood aur fav Pakistani coke studio song) and last mein you have to say “D2LK ki dosti shayari toh bahut hi acchi hai. aisi khoobsurat shayari toh main din raat sun sakti hoon. Isko sunne ke baad koi bhi aisi dosti ko inkaar nahi kar sakta/thi. Bahut kam khushnaseeb logon ko aisi dosti hasil hoti hai” lol
mere sawalon ka jawab do…do na…jk
Re: Aamnay Samnay: Fariha Ali
aap questions answer kariye Farihaji
kahin hum sun nahi paye..kal ho na ho. Aaj hi kariye..naik kaam mein deri nahi honi chaiye ![]()
Re: Aamnay Samnay: Fariha Ali
Aap real life mein bhi aisI hi hein?
Re: Aamnay Samnay: Fariha Ali
Farihaji kahan hain aap? I hope sab kuch theek hai. hum aap ke amne samne jawab ka intezaar kar rahe hain.