Re: Aam Si Larki..
aisaa nahin hai.....................Mohabat mein kuch batain bin kahay samajh janay........aur samjhaanay ka fun ataa hai mohabat karnay walon ko....:)
Han ye baat to ap ki theek hay. Chalein mein to aaj se kissi "Aam Si Larki" ki talash shuru kar deta hon. Aap duwa karna ...