Aam maafi ka ailaan

Re: Aam maafi ka ailaan

Jo haal TLK bahi ka Ashwariya ki pic daik kay hota hai X2 bahi ka paraaths ko soch ka ho jahta hai :omg:

Re: Aam maafi ka ailaan

sigh jab say heart attack hua tha, fried khanay, pakoray samosay parathay etc band hain.

Re: Aam maafi ka ailaan

nahee pagal.. aish nahee..

abhishek ki pic dekh kr :smiley:

Re: Aam maafi ka ailaan

omg uu have had a heart attack.. u r joking rite///

Re: Aam maafi ka ailaan

abishek kee picture dekh kar I want to collect 7 kankariyaaN so I can throw on his picture ... 1 by 1

Re: Aam maafi ka ailaan

wo human hai bichara... itna bura bhi nahee ..

Re: Aam maafi ka ailaan

^^ Too big nose .. he has

Re: Aam maafi ka ailaan

:cb:
maybe for your taste.. i kind of like it

Re: Aam maafi ka ailaan

naheen mujhe naheen, kissi aur ko.
laikin us kay baad say sab healthy eating par tawajah day rahay hain.

Re: Aam maafi ka ailaan

Ewwww. Hin … I dont taste people’s nose …

you have a wierd taste

Re: Aam maafi ka ailaan

so u they called u bugger eater for nothing.. aw how cruel of the kids :(

Re: Aam maafi ka ailaan

which is very good :k:

Re: Aam maafi ka ailaan

And what would you be mad at me for :snooty:

Re: Aam maafi ka ailaan

:smack: they were calling me burger eater. you could not pick the extra “r” from their accent because if your paindoo background

Re: Aam maafi ka ailaan

is sunehray moqay ko dekhte hoye meri taraf say meri tamaam online dushmans ko khullam khulaa maafi meri taraf say. Jayo mainne maaf kya, kya yaad karo gi sab.

Re: Aam maafi ka ailaan

Hin 33, I am mad at you…and no maafi right now…maybe later…:snooty:

Re: Aam maafi ka ailaan

unhoN nay bhee tumhay maaf kiyaa yaa nahIn

Re: Aam maafi ka ailaan

*^ TLK paa jee, ye koi mushtarka jurram ya gunah nahi tha, jo dono sides ki taraf say tauba ki jaati, aur maafi di jaati ik doojay ko, enni wi gal nai. Is liye maine "online" kaha tha aur "offline" naheen. Baaqi thanda mahol tay mithay chol. *

jeete raho, khush raho, phallo koodo, khele nahayo.

Rab Rakha

Re: Aam maafi ka ailaan

ASN paaji, twadee punjabi changi haigi. Assi ta naraaz hi ni they, shukar ki tussi ney maaf kitta. :biggthumb

Re: Aam maafi ka ailaan

maafi de do naaaaaa

achee dost .. :kiss: