-- Aaloo yo ...

Re: – Aaloo yo …

yehi wo soch hay jo batati hay kay wo azaad nahi,

word ‘azaadi’ usi waqt paida howa jab wo azaad nahi thay, uss waqt un ko yeh sochnay ki zaroorat howi kay wo kia cheez hay jiss ki kuch kami si hay, 100’s of years kay baad unhain pata chala kay wo cheez azaadi hay, …

agar wo azaad hotay to un ko yeh word invent karnay ki zaroorat hi na hoti, …

dunnia main koi bhi azaad nahi hay, every thing is under some supervision and laws, no one claims that he/she and in your case ‘it’ is azaad…

shayad marr kar bhi azadi naseeb na ho :-p

Re: – Aaloo yo …

:@:

kuch ziada gehri baat ki

:chai: dabbay ki samah say kuch bahir hai albatta

Re: -- Aaloo yo ...

^-- Dabbay say bahar aakar socho :-p
soch... kay... dimagh azaad hay :-p

laters, boi :-)

Re: – Aaloo yo …

hum bhe theek sheek thaak shaak hain :smiley:

or app ki kheriat bhi matloob shloob hain :hehe:

kahan per thay dada aba :hehe:
kaheen daant to nahi gum gayea thay jo usi ko dhoond rahay hoon or wo app kay moo main he lagay hoon :dixsi:

ps. btw i dont have access to ur blogz :barbie:

Re: – Aaloo yo …

Ab zara tum apni report do :asa: i want it in Excel Format :sunnyboy:

Re: -- Aaloo yo ...

i m fine dada ji wt about u

Re: – Aaloo yo …

Oh hoo **Zobz Da Gobi **:smiley:
Kaisay theek howin?
konsay mechnic nay theek kardia?
Ab wo mechnic kaisa hay ?

main bhi theek, thaak and shaak waak :-p
main bass yeheen tha na, Dadi nay bulaaya tha Haymaliakay paharoN par… UNNhonay galat pahari kaa address likhwa dia tha, wahan aik Churail thi, jo meray peechay parh gai thi, khoobsoorat thi, lekin Dadi say ziaada nahi :blush:
bari mushkil say jaan bacha kar aaya hoon :$:$

aap kasi hain ab ?

Re: – Aaloo yo …

excel to nahi lekin excellent form hay :wink:
waisay to me being so smart person of the world … hamesha hi excellent form main rehta hoon :blush:

bass yar, theek and thaak shaak hoon, life is going and I am walking :smiley:

tusi sunao jigray :wink:

Ghazel Rizvi,

I am fine shine, Allah ka shukar hay, how you doing? study life etc?

Re: -- Aaloo yo ...

:( Subh kerna sham ka lana hy jooy sheer ka:D

Re: -- Aaloo yo ...

main kuch nai jaanta... agar pull par nahi ayeen to main pull torh doonga :-D

Re: – Aaloo yo …

bas yaaaar kia sunao … meri halat meray BLOG main ja kar Phar Lo :blush:

aur koi Dadi ka arrange hoya yah main Kooshish karooN :wink:

Re: – Aaloo yo …

:smilestar: sharam nahi aati bachon kay saamnay huqqa peetay hain :hoonh:

nahi tou buddhiyon ka bhi lehaaz karlain thora sa :wink:

Re: – Aaloo yo …

:sigh: Aik pul hi tu milny ki umeed thi woh bhi zalim ny tor diya ab kahan aaion:(