Re: Aal e Saud ka Islam
achchhaa…magar aapne yeh nahiiN bataayaa k BAN kis vajah se lagaa hai auroN ko du’aa maangne se? ise bid’at to qaraar nahiiN diyaa gayaa hogaa…jaisa maiN ne kahaa k BAN us Khaas jagah par bheeR bhaaR ko rokne ke liye lagaa ho. i would like to know!