Aal e Saud ka Islam

Re: Aal e Saud ka Islam

what? haath uThaa kar ahl-e-qabr ke liye du’aa-e-naGHfirat karnaa bid’at kis ne kah diyaa? ahl-e-qabar se kuchh maangnaa shirk hai.

bajaa farmaayaa…maiN bhii Khaamosh rahnaa chaahuuNgaa aur maiN aapkaa blog zaroor visit karuuNgaa iA :slight_smile:

kia title hai blog kaa?