Re: Aaj tum nay kitnay achhay kaam kiyay hain ?
Aaj tum nay kitnay achhay kaam kiyay hain ?
Kissi ko road cross karwai hay ?
- PaRosi ko khana khilaya hay ?
- Kissi beemar ka haal poocha hay ?
- Kissi ghareeb ki madad ki hay ?
Nahi ?
Fooran jao ![]()
**Mea ne to aaj sara din apki Threads hi parhi hain Unkil Jee…
**
**Kia is se zaida acha aur sawab wala koee aur kaam hea???
**