Re: ::: Aaj meri aazaadi khatam ho rahi hai :::
jo cheez subah subah maaloom ho, uss ka ronaa subah subah hee daalaa jaa saktaa hai ![]()

tu howa kia hai
Re: ::: Aaj meri aazaadi khatam ho rahi hai :::
AQ nay pooray cafe ko sar par uthaya hova hay ![]()
Re: ::: Aaj meri aazaadi khatam ho rahi hai :::
SP: bataa dooN gaa.. waqt tau aanaY dau ![]()
woh ho gaya hai jo naheeN honaa chaahiye thaa :hinna:
Re: ::: Aaj meri aazaadi khatam ho rahi hai :::
U r Khala but NIKKI ![]()
Re: ::: Aaj meri aazaadi khatam ho rahi hai :::
Bata bhi do … mayray paitt main maroorr utth rahay hain ![]()
Re: ::: Aaj meri aazaadi khatam ho rahi hai :::
yea aap logoon nay hi ziyaada free kar rakhaa hai na - isi liye ![]()
AQ: chalo ab ju bhi howa - ho hi gayaa ![]()
Re: ::: Aaj meri aazaadi khatam ho rahi hai :::
problem menu hovi aye teY maroRaaN tuaadaY tiD wich uThdee payee aaN ![]()
Re: ::: Aaj meri aazaadi khatam ho rahi hai :::
laikin yeh aisaa meraY saath hee kiouN hotaa hai ![]()
Re: ::: Aaj meri aazaadi khatam ho rahi hai :::
batanaay ki zaroorat nahi hai ![]()
nazar aa raha hai → ![]()
Re: ::: Aaj meri aazaadi khatam ho rahi hai :::
kia musibat paai howi hai
howa kia hai ![]()
Re: ::: Aaj meri aazaadi khatam ho rahi hai :::
I agree
..and i bet its gonna be sumthing stupid:clown:
Re: ::: Aaj meri aazaadi khatam ho rahi hai :::
COOL B…Tumhain nazar bhi aat hay ![]()
Kiyun ka javab tou hakeem luddan k paas bhi naheen tha ![]()
Re: ::: Aaj meri aazaadi khatam ho rahi hai :::
ab tumhaarey liyee kia dua keroon ![]()
Re: ::: Aaj meri aazaadi khatam ho rahi hai :::
![]()
is dhaagay mein sabhi sutThiyaa gaye hain ![]()
Re: ::: Aaj meri aazaadi khatam ho rahi hai :::
ReD
…Yahi k mayray Haath peelay ho jain ![]()
April fool tou guzar chuka … ab kiya faida ? ![]()
Re: ::: Aaj meri aazaadi khatam ho rahi hai :::
Aap bhi in main shaamil ho ![]()
Re: ::: Aaj meri aazaadi khatam ho rahi hai :::
tu aap k daant kyon bahar nikal rahay hain :halo:
Re: ::: Aaj meri aazaadi khatam ho rahi hai :::
ou Aap ka rung kiyun PeeLA parr raha hay ![]()
Re: ::: Aaj meri aazaadi khatam ho rahi hai :::
aap kaY daaNtoN saY muqaablaa chal rahaa ho gaa ![]()