ahhhahahah
gud joke
LP tumhari motti aqal main baat aai kah naheen ![]()
Re: ~~ Aaj Larkian ~~
I already knew larkey jhoot booltey hain you didnt have to prove it with that joke ![]()
![]()
Re: ~~ Aaj Larkian ~~
Issay Kahtay Hain Bhains Kay Aagay Been Bajana ![]()
hahhahaa
tum bin bhi bajatey ho
par wo toe naag k agay bajatey hain na
bhans toe yahan par hai hi nhi
Re: ~~ Aaj Larkian ~~
jo kehna hai keh lain I’m still adamant
**
Issay Kahtay hain Yuk Na Shud Do Shud
**
Re: ~~ Aaj Larkian ~~
shud kya hota hai??
Re: ~~ Aaj Larkian ~~
gud gud
Re: ~~ Aaj Larkian ~~
kon main>?
![]()
Re: ~~ Aaj Larkian ~~
[QUOTE]
iss kay meaning hain kah aik pagal LP to thi hi aab Doosri Bhi Aa gai
[/QUOTE]
bella dont worry sannan sirf hum dono se jaltey hain
Re: ~~ Aaj Larkian ~~
yay
jalkukrooo
Re: ~~ Aaj Larkian ~~
![]()
Yaar tumhain Yak Nah Shud Do Shud Ka matlab aasaan alfaz main samjhya tha warna main youn bhi kah sakta tha “baray Mian To Baray Mian chotay Mian Subhan Allah”
Aik joke yaad aa gia
Sunaon kia
.. Yah kursi utha kar marna tou band karo tumharay bazoo thak jain gay ![]()
Re: ~~ Aaj Larkian ~~
![]()
suna dain ![]()
humaarey baazo strong hai ![]()
sirf gym jaaney se thori insaan strong hoo jata hai ![]()
![]()
Tou aur bhi kissi cheez say strong hotay hain arms
main aveen time spoil kar raha hoon
really i m feeling muscles are getting strong
…thx LP bus kuch dair aur bardashat kar aaj key exercise khatam kar loon
Re: ~~ Aaj Larkian ~~
ye tum bachiyoan ko tang karnay say baaz nahi aatay?