Re: aaj koi faryadi nahi
astagfiruaallah
yh badshah aap apne bedroom me jakar aisi batein karen apni in malika ke sath
Re: aaj koi faryadi nahi
astagfiruaallah
yh badshah aap apne bedroom me jakar aisi batein karen apni in malika ke sath
Re: aaj koi faryadi nahi
jab hi tu huamre shahi bhaagh me itni gulab hne ke bawajood apke jism ki khushboo abse achi thi :)
to aap hamari khaabgah main kya kar rahe hain
bahir tashreef le jaiye:aq:
kya aap hamara mazaak ura rahe hain?
Re: aaj koi faryadi nahi
nahi hum tu apko gulabon se zyada khushboo dar ferma rahe hein aalii jaah ![]()
![]()
Re: aaj koi faryadi nahi
:aq: par gulab pe kantay bhi hua kartay hain malikah
hum rui ho saktay hain kantay daar nahi
Re: aaj koi faryadi nahi
aap gulab ka phool he aur yeh citrine jesi kaneezein kante jo apki dundi mera matlab tango se lipati hoi he
aur hum woh bhunvra hein jo apki narm surkh pation ke beech me akay apke sargoshion talay apki bahon me sama jati hein ![]()
![]()
Re: aaj koi faryadi nahi
aap to bohat shairana guftugu karnay lagihain malikah
Re: aaj koi faryadi nahi
woh kehtehei nna
aik machar saa aik machar insan ko hij***** buna deta he
hum kehte hein
sali mohabat sali aik mohabat insan ko shayar buna deti he ![]()
![]()
Re: aaj koi faryadi nahi
ufff kya baat ke aap ne..hamaray dil ko choo ke guzar gai
koi ek sher suna dejiye
nahi to sher bana ke dekha dee jiye
Re: aaj koi faryadi nahi
ishq per
zor nahi nahi he yeh woh aatish ghalib
jo lagay na lagay aur bujhae na bhujee…![]()
![]()
Re: aaj koi faryadi nahi
kitna bedhanga sheer he
Re: aaj koi faryadi nahi
:aq: GHALIB KA HE MOHTERMA
![]()
Re: aaj koi faryadi nahi
mujhe nai pata tha
ziada imkanat to iss baat ke hain ke sab 9211 ho gaye hain apki hawai saltanat se. abb baith ke badshahon wali besuri bansuri bajao ![]()
:aq: aap to abhi bhi yahan hi bethay hain rona ronay ko
uff kitna bara sher mara hai
najanay yeh sher sun ke ghalib saheb kyun rona shuroo ho gae
shayed bohat gehrai thi aap ke is sher main