Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
At the Coffee machine… :faris:
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
At the Coffee machine… :faris:
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
Paisay daal kar bhi Coffee naheen day rahi hay kia ![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
Yeh Machine bohat Badtameez hain humarrey leaderon ke tara… Paissay lehnay main der naheen karthey aur maal naheen detay! ![]()
Aaab muje kahan se Coffee milaygee subah se intazar kara hoon… Begum ne tho aaj chai bohat mazaydaar banaye thee lekin wo bee char guntay hon gaye hain! ![]()
Aaab muje saakht Coffee kee zaroorat hain… agar Coffee naheen milee tho apne Secretary ko dukan par pejna paregay aur woh kambakt tho kam se kaam ik gantay ke baad aay ga. ![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
mein to sikkay ko dhagay say bandh kar dalta hoon iss he liye machine mein
![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
dont kill urself:no:
who will i annoy then:(
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
Mujh jaisay masoom
ko he tum annoy kar sakti ho ![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
:no: mai masoom logon ko nai kerti annoy:emmy:
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
acha
mujhay to sub kartay hain annoy :hinna:
*** sannan intihari masoom shakal bana kar baithing ****
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
ab masoom banne ki koshish na krain:emmy:
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
mujhay koshish karnay key zaroorat naheen hay mein hoon he masoom ![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
kubse aina nai dekha:khums:
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
naheen
mujhay nazar lag jati hay ![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
no gussa ![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
:shoaby: mujhay buhat maza aa raha hay ![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
kyun jee khairiyat ![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
abhi bata naheen sakta
![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
kyun jee ![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
kal tuk wait karo ![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
**abhi bta do na
kal tak wait nahi ho ga samjha karo
**