Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

m kia pel ki company main kam krta ho

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

main vaili company main hoti hon :barbie:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

lag b raha hai bbeats

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

no ghussa

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

no gussa :)

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

gussa mohabbat ki qainchi hay.

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

kis kis ko kata aaj is quenchi ne :cb:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

is katnay k liay pehlay mohabbat hona zaroori hay.

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

apne aap per bohat ghussa aya

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

q aaj bhabhi ne bt nae ki aap se kia :teary2:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

wo main wese hi nai karta :crying:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

phr roj gussey main q nae hotey ? :teary2:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

kyo k main cool mind rakhta hn :crying:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

**mind **:omg:
don’t mind :omg:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

i dont mind :crying:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

kaafi din say aya huwa hai

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

nahi aya

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

ghussa aya tha aaj...par ab nahi hai

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

eik friend per ghoosa hai aur itna shadeed hai k… ab main us ki workshop attend kerny bhi nahin ja rahi… :aj:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

no ghussa :D