Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

shazia k spelling theek ker le mera bacha..kiun mere hathon zaya hona hai :smilestar:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

sunna hay ghussa aay to cirgut piyo ya phir ghussa kamzoor par uttar do :fraudia:
Sannan Key Kitaab “Bongeon” say iqtibas :blush:
:shireen: :cobra: :sleep:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

ghussa any mai 10 min baqi hain bas :snooty:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

kis ko pm ker dia princess..agar mujhe kia to is bar bom banane ka formula sahi batana,pichli bar try kia to wo aaloo gosht ban gaya tha :omg:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

mene parrhi hai wo kitaab..ap ne ghalat naam likha asal main us ka naam hai “one n only Sannaan ki chawalian” :cb:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

apun say panga lo gaiy to yahi kuch ho ga :smokin2:

mairay pass tou formula saheeh chal gia tha :smiley:

Woh Nasri Chwaleon key Majmooa tha :blush:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

aaj shazia baji ko ghusa dilaya aur un se 2 baar thapar khaya :blush: :crying:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

apki sehat ka soochte hua kiya tha:sid:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

isliye k wo aloo gosht ki tarqeeb thi :omg:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

Shazia Baji Naheen Bhai Jaan hain woh bhi tilli :omg:

MashaAllah aap nay bhi sochnay ka kaam shuru kar dia hay :fraudia:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

hur insan ko uske hisaab ka formula milta hai:smooth:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

naheen baraf bannay ka formula tha :smilestar:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

maan sadkay itni khushi :eek: ye li ik hor :smilestar:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

:whistling:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

mein aap kay pass kuchaalay ka formula send karoon :wink: Leekan sirf raat ko use kia jata hay woh :omg: :rotfl:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

meri jan agahi b azaab hai :omg:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

whts tht :konfused:

:konfused:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

pehle to baji theen ab ek dam se bhai :crying:

thanku 1 aur :blush::crying:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

acha acha to ap ki wo apko ye keh k ghar bulati hai k janu aj ap ki favourite dish baraf pakai hai :omg:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

konsa kuchla???jo ap kha kha k barre or ab boorrhe hue hain :cb: