Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

mujje aya hai GUSSAY PAY GUSSA.

lokio...
come over to my Paan Waan ki Dukaan...
gussa thooko aur paan khao :)
aaa be jao :D

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

nai aya

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

acha huwa
paan phir be khalo
jamal got wal kam khatrnaak way jee...
i can loose my licence :S

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

:fatee: nai pata chaleyga kisi ko bhi:mehr:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

waada way na?

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

shehzadi ke baat pe yaqeen nai:naraz:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

apni baat pay yaqeen hai janab :D
challo maan leeya.
paan lay lo muffat mai mill raha hai.
once in a lifetime oppurtunity way.
bhaago...matlb dukaan ky ander...baher nahin :/

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

abhi tk nae aaya :yahoo:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

:no:
tera sur qalam ker diya jayega gustakh :hbk:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

:yahoo:
achi baat hay
iss khushi pay paan khanay ao sab :smiley:
:wink:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

no ghussaaaaaaaaaaaaa

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

me ko v nae :lifey:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

ab me ko aa gaya :naraz: u ne thread khol dee aur syrian bottle nai dee:naraz:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

No bottlei today :D

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

abb kabhi ghussa nhi aata ... :D

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

tey wajah? :D

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

wajjha yeah k mera ghussa mere sirf apnoo k liye hai … mai kisi gair pir ghussa nhi krta … :wink:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

Apno pe gussa :hayaa:
:nahi:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

kuch galat keh diya kiya :teary2:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

nae bilkul sae keh dia :smilestar: