Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

I didn’t :teary3: ittni aqal naheen hay mairay pass :teary2:
mairi to post hoti he ghalat malat hay tum kub tuk darsut karwao gi English Medium key Parhi LIkhi larki :teary2:

Aik English Medium key Ameer Azaaadi nay Correction ka naam lay kar
Hum Govt Schooloon kay Nalaiq talib illmoon kay urraya hay mazaq :teary3:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

Yah Allah aaj Sannan ki $10 million ki lottery nikal aye so that wo jaali ghareeb hona chorr day :barbie:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

Question Paper pe :crying:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

Aik Millionaire nay $10 million ki lottery ka zikar kar kay
Mujh ghareeb key ghurbat ka urraya hay mazaq :teary3:

lagta hay 33 number ka ho hi gia hay :sunnyboy:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

^ kash Sannan ka yeh shair chori ho jae :crying:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

aik ameer nay meri she’r ko bud dua day kar
Mujh ghareeb key ghurbat ka urraya hay mazaq :teary3:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

mazaq nae urraya , thread open kiya hai :fatee:
:smilestar:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

reply kar dia hay mein nay :teary3:

aap ke slap par araz hay :teary2:
Shukar kuch kahanay ko tou milla
warnah hum ghareeb to bhookay he sojaya kartay hain :teary2:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

Langar khul gya hai ghareebon k liye
bay-dharak khanay ko chalay aaya kijiye

aadaab

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

DEDICATED to ESHAAL
janazah rok k mera vo es andazz mi boly

EEY LATHA KI PA,AA LIA J:bummer: :hinna:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

Marain tmharay dushman :hugz:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

AAJAO AB TO AANE KI GHARE HI
DEER SE AAO gay TO KAHO GEY BUHREE KHAREE HI

:hugz: :lifey:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

Chaa gaye ho yaar
you have a good taste of poetry , maan’na parray ga :lajawab:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

:hat: abi mujy YOGURT khate hue:yummy: AAMAD hue kissi ne bhi nahi parhi :teary3: :cryb:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

Chaudharay Shujaat hussain ka dialague churra kar
mujh ghareeb key ghurabat ka urraya hay mazaq :teary3:

Tarjuma aur details please :sunnyboy:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

:eek: :hayaa:
Ittni khushi to Jiia ko pakistan kay worldcup jeetnay par bhi naheen hoi ho gi :omg:
remembering a punjbi song :rotfl:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

Jiia inti khush tou nae hue :teary2:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

wele nahi bethi tomare leay:sannan: agae ho kha p k kalle kalle

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

song ,photo munh se

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

:hayaa: