Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

Govt ko kuch nae pta :@:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

:fatee: inko kaunsa kuch pata hona hai :mehr:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

leekan Govt karnay wallay ko sub kuch pata hay :@:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

Phone aur nightmare pe :(

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

Mirror to naheen daikh lia :hayaa:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

aaj main ne ghussa dilaya :blush:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

bara naik kaam kia hay :sunnyboy:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

shukria :crying:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

:no: aaj many nightmares …real waley :frowning:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

yah ghussa kissi ko sms kar kay to naheen dilwaya tha :emmy:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

raat ko sonnay say pahlay mirror mat daikha karo :sunnyboy:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

Magar soye tou subah thee mai :konfused:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

phir to computer screen par bhi shakal nazar aa rahi ho gi :x2:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

ubhi tuk no gussa .. :woho:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

:emmy:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

acha :bulbuli:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

ghussay wali baat per ghussa aya :sid:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

shukar pyaar walli baat par naheen aa gia :omg:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

:mad3: meri battery charger ka plug baar baar nikal ke ley jaatey hain microwave ke liye:frusty:
aur wapis nai kerte:cryb: uth ke mujhey he leyna parta hai :hinna:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

buhat acha kartay hain :shireen: iss bahanay excercise to hojati hay na :sunnyboy: