Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

Re: Aaj Kiss Baat Par Ghussa Aaya ???

^ :chai: Koy aur kaam naheen yaar?

Re: Aaj Kiss Baat Par Ghussa Aaya ???

sannan pagal ho gya …
mjhe bohat ghussa aya is pe…:khumar: acha bacha tha bay chara
bhari jawani main kaheen ka nahi reh gya…:chai:

Re: Aaj Kiss Baat Par Ghussa Aaya ???

^ Merey yaar ko pagal kahaa! :asa:

Sanaan pagal naheen :smash:

Pehle saboot tho pesh karo :5:?

ufff faris bhi…:chai:

Re: Aaj Kiss Baat Par Ghussa Aaya ???

You mean bhai! :aj:

Bhi kohon hain? :5:

Re: Aaj Kiss Baat Par Ghussa Aaya ???

i mean faris is mad as well…:chai:

Re: Aaj Kiss Baat Par Ghussa Aaya ???

:cryb:

Just got phone call… i hate early shifts! :aj:

Aaab itna sa time be naheen detaay :asa: zalim!

Allah hafiz… guys i hope to speak to you all soon.

Re: Aaj Kiss Baat Par Ghussa Aaya ??????

bye

Re: Aaj Kiss Baat Par Ghussa Aaya ???

Faris MashaAllah u me key suhbat mein rah kar buhat achay aur naty naty bachay ho gai ho :wink:

@Faris yah Maya nay khud me ko :fatee:

oey kaan main kya bta rahay ho
pehlay he tum ne GS pe pta nai kya afwahain phialai hui hain…:aj:

Re: Aaj Kiss Baat Par Ghussa Aaya ???

oh u nay kaha tha kah tardeed karo :ahaa:
me & Maya ka koi chakar naheen hay :fatee:
(baqi aap khud samjhdar hain :wink:

aj ni kal gussa aya tha coz may bour hori thee or net ni chal raha tha…
dill chahraha tha k cable walay koooo:2guns:
:frusty2:
:aj:
:smilestar:
:femme:
:asa:
:jj:
:bailan:
:smash:
:shikari:
:kursi:

Re: Aaj Kiss Baat Par Ghussa Aaya ???

:cryb: too much work

Re: Aaj Kiss Baat Par Ghussa Aaya ???

u ke avi pe:emmy:

Re: Aaj Kiss Baat Par Ghussa Aaya ??????

aj kisi baat pe nhe aya

Re: Aaj Kiss Baat Par Ghussa Aaya ???

pakka:5:

Re: Aaj Kiss Baat Par Ghussa Aaya ???

haan jee paka :yahoo:

Baqi sub ko tou pyaar aa raha hay :jano:

Re: Aaj Kiss Baat Par Ghussa Aaya ???

Milk is finished :lb: :cryb:

^tbhe to rona arhaa hay…:cb: