Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

Re: Aaj Kiss Baat Par Ghussa Aaya ??????

aaj tak kisi larki ko akal milli hai .. jo tmhe milti ... haha ......... allah ray khushfehmyia

Re: Aaj Kiss Baat Par Ghussa Aaya ??????

tum to na bus main kya kahoon khoty hi ho budhuu ho..........
itny bary ho gaye ho tum main aqla naam ki koi chez nhi hai
ab to samjh daar ho jao

Re: Aaj Kiss Baat Par Ghussa Aaya ??????

^ tum ho gi khotiiiiii .. u sound like them too . haha

or main sirf akal mand logo k samne akal ki baatien krta hoo .. samjhi .... u BAKI ...haha

Re: Aaj Kiss Baat Par Ghussa Aaya ??????

mery samny tum kr b nhi sakty main aqal main tum se ziyada senior hun ha ha ha ah aa
or u to bewaqoof.........................

Re: Aaj Kiss Baat Par Ghussa Aaya ??????

haha ... tum akal say nhi ... weight main .. or umer mai senior hooooooooo ........... tum to bolti b .. pabh pabh kr k hoooooo ..

omg

omg

omg

Re: Aaj Kiss Baat Par Ghussa Aaya ??????

uuuuuuuuuuuuuuuuuu keh lo jo kehna hai bcoz u r my uncle or baroon ki bat ka gussa nhi karty hain na uncleeee.............

Re: Aaj Kiss Baat Par Ghussa Aaya ???

:aj: Aaj mujhay buhat ghussa jub aaya jub meri aik aur frend nay kaha “mujh say shadi karo gay” :aj: …yah larkian bhi na :barbie:

Re: Aaj Kiss Baat Par Ghussa Aaya ???

ghussa :hinna:

woh frnd april fool in advance mana rahi hogi sannan :@:

Re: Aaj Kiss Baat Par Ghussa Aaya ??????

LP U R RIGHT............very good ans 4 sanan paaaaaaaaaaa

Me ko Mazaaaaaaaq mein bhi aisa undohnaak mazaq pasand naheen hay :smilestar:

Re: Aaj Kiss Baat Par Ghussa Aaya ??????

u to hai hi aqal se paidal
sanan paaaaaaa wid uncle......he he he

Tum apni choonch band rakhi DSC :smilestar:

Re: Aaj Kiss Baat Par Ghussa Aaya ??????

uss larki ney socha ki aapki mashriqiyat side mei rakhi hue thee toh mazakh ekr diya :@:

u calling me DSC i know its mean
d…decent
s…sohni kuri
c…charming
thanx sanan uncle thank u shooooooooo much

Re: Aaj Kiss Baat Par Ghussa Aaya ???

queen :hugz:

Re: Aaj Kiss Baat Par Ghussa Aaya ??????

HMMMMMMM.......

Tum jaisi kitni larkian mairay aagay peechay phirti hay :barbie: woh tou mein he lift naheen karwata keonkah mein nay apni gari gandi naheen karni hay :zobo:

G Naheen

D … Dollay
S … Shah
C … Chohi

Dollay Shah key Chuhi :yahoo:

Challo you tou paidal naheen ho balkah aik udad sawari key malik ho :gadha:

Re: Aaj Kiss Baat Par Ghussa Aaya ???

oh i thought kyon ki aapki mashriqat ijazat nahi deti :cb:

Re: Aaj Kiss Baat Par Ghussa Aaya ??????

nnhi ab mukrooooooooo mat
tum jaisy larkon k peechay larkian lagay gi is liye k tum logon ne jo flirt liya hain us ka hisaab to chukana hai na