Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
Nahin to ![]()
Ammi ki dawayi kha gaya tha yaar ![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
Nahin to ![]()
Ammi ki dawayi kha gaya tha yaar ![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
aik to mein tumharay iss deo numa kha gaya aur dosra khanay say bara tang hoon ![]()
yah tum larki walli multi mein ho ![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
Oh man
Bachpan ki buri aadat ![]()
My baad, Khaa gayi thi…
Mera koi multi nhi ![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
Bachpan key buri aadut par mujhay Sanyaasi baboon
key dewaroon par laga ishtihaar yaad aa gia
![]()
![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
Kaunsa wala ![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
apun jana mangta but waleed daikhay he pehchaan jai go kounsa ishtihaar ![]()
@waleedhbk:
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
Good ![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????
NO ghussa
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????
NO ghussa
ap kya khate hain paen :@:
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????
ap kya khate hain paen :@:
jo khane ko mil jaiye :@:
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
chahe zehar ![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
agr mazay-daar ho tu wo b kha loon ga ![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????
No ghussa...no upset at alllll
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
Thats Good ![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
Bataya to hay Apun logoon ko ghussa dilwata hay
![]()
leekan kaafi din ho gaiy shikaar aa naheen raha hay koi ![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
LKK bhai aaj kal nazar nai ate kaya
aor kal waleed k sath kaya kiya tha ![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
o bhai yah thread close to naheen karawana aap nay
lkk is my very very old friend ![]()
Waleed woh to apna jiggar hay ![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????
No ghusssaa
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
haan hay ghussa ![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????
Kisspe ?