Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

siraf IS paen :omg:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

simii tomaree tabiat theek h:hayaa:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

nhi bachain ge in k pas b surf excel hai :omg:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

keon tum nay tav’eez laina tha kissi kay liye :fraudia:

aaho :sannan:

mairay pass China key Cycle hay :emmy:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

me samjhi woh chale gaye hain isi liye me chupke se yahan agayi :crying:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

tumhare taaveez lene se to acha hai ke log khudkushi kar lein :frusty:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

aj tomare tabiat theek nahe AAP/CHALAY /GAY/HAIN
KIA HO GAYA

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

challo niklo idhar say :sannan:

hade-e-adab gustakh larki :smilestar: jiia key batoon mein mat aao :sannan:

mein jalali peer hoon :aj: aur age wise iss say bara hoon Aunty :sannan: iss liye mujh say adab say baat kar rahi hay :barbie: aap keo sar rahi hain :cb:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

pata nahin kya ho gaya hai mujhe :crying:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

mein ap se hamesha adab se hi to baat karti hoon :crying: phir bhi aap mujhe gustaakh bula rahe hain :naraz:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

TAmeez ka dora par gia hoga :omg: :rotfl:
koi baat naheen meri personality aisi hay kah khud bakhud munh aap nikata hay :fraudia:
:omg:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

tum nay tum kahat tha mujhay :aj: jallai baba key bud dua say bahco :smilestar:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

kabhi kabhi mu se TUM nikal jata hai na :bummer: warna hamesha aap ko aap hi to kehti hoon :blush:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

to acha kia tha,jis din se wo gandi thread lagai hai mera dil b tum kehne ko karta hai "tum tuma tum tum " :barbie:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

peer ka adab:sannan:
oski tabiat thek nahe:emmy:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

haan meri tabiyat thik nahin :frowning:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

tum janat mein jao gi :sannan:

Qudari cheezon kay baray mein likhnay mein kia kharab hay :emmy: waisay bhi phool ko kuch bhi kho uss nay phool he rahna hay :blush:

had-e-adab gustakh khatoon :aj:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

mujhe dhakka mat do :aj:

tum aap kehlaane k laiq hi nahin ho :emmy:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

khatoon ho gay tum

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

tou aap mard hain kia :eek: