Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

:blush: MahsaAllah bhi kah do

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

Oh sorry jee, MashaAllah MashaAllah :@:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

thanks :D

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

no ghussa today

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

well abhi ghussa ara hai, sannan ke avi par

sannan plz change it

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

no ghussa at all

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

aaj subah say gussa aya huwa hai

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

MARA PAROSEE good friday K LEAY KAHEN dafa ho raha tha ,pata nahe kia ghar say EENTEEN nikal k lay ja raha tha MANHUS meeree NEEND KHARAB KAR GIA

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

aaya hay :fatee:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

apne boss per :mad:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

:blush: ittna pyaara aur masoom tou hay :smiley:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

no ghussa

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

ghussa hay larkeon par jo qurban honay walli nazroon say mujhay daikhti hain :aj:
Khoubsurat hona bhi juram ban gia hay :smack:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

aap burqa pehn k nikla karen :@:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

no gussa :D

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

yahi soch raha hoon mein :bummer:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

us burqay k oper ye zaroor likhna k “mai LARHKA hon” :@:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

mein apna khousfsurt chahra bahir nikal kar nah rakh loon :emmy:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

pir burqay ka kaya faieda :@:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

mairay chittay kapray ganday naheen hoon gaiy :smiley:
waisay abhi abhi main nay apna AVI daikha hay :hayaa: kitna pyaar hay waisay :blush: