Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

abhi tak no gussa, kul bht gussa aya hua tha

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

no ghussa but hansi aarahi ha :hehe:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

Ghussa ka apun say kia kaam :sunnyboy:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

apne aap per for some reason :bummer:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

it was 2 A.M @ my side

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

1 baj key 2 Minute :wink:
IS kuch yaad aaya :omg:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

nai :bummer:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

Waleed say pooch laina :omg:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

aap ko batate howe sharam ati hay kaya :emmy:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

mein bata doon ga leekan anjaam key zima daari aap par ho gi :smiley:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

kis k anjaaam ki zima daari :hmmm:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

warnings key :omg:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

PPM kar dain

kaya PM mai b warning milti hay :hmmm:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

Ser naheen peetna sun kar :omg:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

haan parh lia PM aur ho gai tasali :omg:
please share it here :omg:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

:mad:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

no gussa

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

nai pito ga cz i know k aap se kabi ache ki umeed nai ki ja sakti :@:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

ye naik kaaam b aap khud e karien :@:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

:omg: mujhay aik aur PM bhi bara acha aaya hay kal kay match kay mutaliq send karoon :omg: