Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
yar she is still msging me to talk with her
but i m ignoring
khud hi thak jayegi ![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
yar she is still msging me to talk with her
but i m ignoring
khud hi thak jayegi ![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
Takley dey ganj tey zulfan kitthey ![]()
**![]()
**
Kissi ki itni jurrat nhi ke mera purse chura sakkey ![]()
** Shukkar hai :D**
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
mere se dar gyi hai ![]()
lgta hai tmhari abhe shakal nhe dekhi us ne
![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
![]()
tumhari shakal dekh li na wohi kaafi hai
meri shakal dekhe gi to seedhi uper pohnch jayegi ![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
tum ganji ho kia
dammy more :jano:
himmat to hay na
![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
usay upar nhe bhejna yaar ![]()
woh bhut special hai kisi ke liye ![]()
![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
oye
![]()
woh bechara khud pareshan hai ke yeh kahan se peeche par gayi
bechari bahut bachain ho rahi hai us ke liye ![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
**Cheeee no wayyyy
Main U ki baat kr rhi thi ![]()
Himmat bhi nhi kissi mein ke mere purse ko touch bhi kar sakey
**
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
keon 5 saal say clean naheen kia hay apnay purse ko ![]()
chohay maar goleon key jagah rats kay bill kay bahar rakh daiti ho kia ![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
**Haye nahin ![]()
Usmein kuch personal stuff hai
**
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
koi ghusa nai aya ![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
no ghussa today ![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????
bouhut gussa ..
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
day has just started !! let see what happens ![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????
ghussa yesterday no lite from 8am til 2pm....:(
today no ghussa ....
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
nastay mat phailao ![]()
mujhay ghussa naheen hansi aa rahi hay Edited posts ko daikh kar
![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
haan yeh baat to hai…ander ki baat abhe tk nhe pta chali mjhe ![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
me too thinking the same ![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
woh bta bhe nhe rhay ![]()
ander ki baat ka pta lgao simmi ![]()