Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
its bit secret chachu so don’t ask me again ![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
its bit secret chachu so don’t ask me again ![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
acha ![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
jhoot na bolo ap ne he kia delete…ap ko to “wo” spelling b ate hain ![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
waisay woh delete naheen hoi hay
agar yah choor kar challi gai to kia banay ga forum ka ![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
plz roak lo…apne chotte choatte bachon ka wasta de k raok lo ![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
I dont think Sannan did it either… It could have been me by accident sorry about that. ![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
Kya rok lain jee koy ghori paag gaye hain gaon se kya… ![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
mujhe roz muft qulfiyan dena ![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
naheen rokta
aur mairay masoom 12 bachoon ko darmiyaan mein mat lao ![]()
challo g no problem next time be careful ![]()
Faris ur urdu ![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
mein ne jaan boojh ke delete nahi ki mujh masoom ko jo kahna hai kah lein,
![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
12 qulfian rooz
khali Qulfi say kaam chal sakta hay kia ![]()
Maila sajja naheen aur lutairay pahlay phunch gai ![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
abhi nai paji per in ki harkatain pajanay wali he lag rhi hain ![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
bhooke kehna tha shaaid aap ne ![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
[quote=“Sannan, post:28, topic:235948”]
naheen rokta
aur mairay masoom 12 bachoon ko darmiyaan mein mat lao ![]()
oh sorry…acha to 12 hain,abhi to pichle mahene 10 thay…barri speed hai ![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
yah bhagny walli hain ya bhaganay walli ![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
naheen jangli naheen kahna tha mujhay ![]()
woh meri pahli Zooja say thay
aab 3rd say twins hoye hain :cobra:
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
bhaganay wale…roti ko chochi kehne wale masoom ![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
wah ustaad g ap k fakhar…mithai abhi le aon ya 2 mulkon ki teamain poori ho jain,tab ![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
![]()
I’ve already 25 :cobra:
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
[quote=“Sannan, post:3271, topic:223963”]
I’ve already 25 :cobra:
naheeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeee ![]()