Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

apni jan ko aese na marein koi paratha waghera khila ke maarein jee:blush:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

Bachay say ghalti ho gai Lain likhna chah raha tha :omg:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

u mean pahlay tolo phir bolo :smiley:
naheen hota apun say yah :barbie:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

Parathay khil kar ya thoons kar woh bhi aalo bharay :omg:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

qeema wale bhi theekh hain :omg:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

Daal wallay kay baray mein kia khiyal hay :hmmm:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

wuh b mil jaein to maza a jae lekin shazia baji kahin soondion wala qeema bana ke parathe na bana dein :omg:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

:hehe:
Gobhi bhara paratha mein nay kha lia hay aab dobara sabzi bhara paratha naheen khaoon ga mein :yummy:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

kese khaya 1 , 1 nawala kar ke muhazib tareeqe se ya :@:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

maira aik nawal aik parathay kay barabar tha :omg: muhazib tareeqay say :@:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

aap bhi kitne muhazib hain meri tarah Mashallah:@:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

g bus kabhi gharoor nahen kia :@: waisay yah jangli kia muhzib ko kahtay hain punjabi mein :p

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

chahe koi mujhe jungli kahe yahoo :omg:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

jangleon key tarah khana khanay ko muhzib logoon key tarah khana khana kahtay hain na :konfused:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

pata nahi LP baji se poochhna pare ga wo teacher hain :@:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

LP ko kuch pata hota hay kia :konfused:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

:no:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

humesha disappointed hi karti hain :@:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

Disappointed nai disappoint lolz

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

matlub hamaisha tawaqaat par poora uttarti hain :@: