Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

Re: Aaj Kiss Baat Par Ghussa Aaya ???

jatey huey mujhey eik glass dodh aur qeemay key parathey deti jao:snooty:

Re: Aaj Kiss Baat Par Ghussa Aaya ??????

I will get u pani as long as u do dua for me:@:

Re: Aaj Kiss Baat Par Ghussa Aaya ??????

Yes I'll do dua for you

Re: Aaj Kiss Baat Par Ghussa Aaya ???

ye lo :hugz:

click here on pani

Re: Aaj Kiss Baat Par Ghussa Aaya ??????

Thanks a lot

Re: Aaj Kiss Baat Par Ghussa Aaya ???

:aliyish:
ab duaaaaaa :@:

Re: Aaj Kiss Baat Par Ghussa Aaya ??????

Kya dua karni hai?

Re: Aaj Kiss Baat Par Ghussa Aaya ??????

bohot sari...........

Re: Aaj Kiss Baat Par Ghussa Aaya ??????

OK ji I'll do bohot sari dua for u

Now I'm going Allah Hafiz

ya Allah

gals ko aqal dey

in ko kaam karney ka sahi tareeqa ata kar

yeh hum larkoon ko annoy karna chor dein

ameen

Re: Aaj Kiss Baat Par Ghussa Aaya ??????

summa ameen

aur bhi dua dain :@:

Re: Aaj Kiss Baat Par Ghussa Aaya ??????

Allah boys ko brain use karna sikha dai

Re: Aaj Kiss Baat Par Ghussa Aaya ???

u had to do dua mere liye:teary2:

Re: Aaj Kiss Baat Par Ghussa Aaya ??????

Allah apko n apke family members ko hamesha khush rakhe

Re: Aaj Kiss Baat Par Ghussa Aaya ??????

summa ameen

aur bhi duain do :@:

Re: Aaj Kiss Baat Par Ghussa Aaya ??????

Allah kare apko roz chocis milain

Re: Aaj Kiss Baat Par Ghussa Aaya ???

:smack2:ye bhi koe dua hai

Re: Aaj Kiss Baat Par Ghussa Aaya ??????

dua to dua hoti hai na

Re: Aaj Kiss Baat Par Ghussa Aaya ???

:hugz: aur dua karain
ki Allah mujhe sahi rasta dikhaaye aur uspe chalne ki taufeeq ata farmaain aur mujhey Shaheedon wali maut aaye etc etc

Re: Aaj Kiss Baat Par Ghussa Aaya ??????

Ameen